Sawal#45- Tazkia e Nafs

*” Tazkia E Nafs “*

Jab ham kisi bhe moamlay
Triangle mein set kartay hein…
Yani
1. Allah
2. main
3. Moamla
or osko ko is leay behtareen taor pr kartay hein k Allah is sy khush hoga or WO mujay iske jaza dey ga tou hamein dunia sy umeeden khatam ho jati hen or wo kaam Allah k leay ho jata or ibadat shumar hota hy.
( Shah Jee )

Q. Apna jaiza len…
Kia ham apnay moamlat ko triangle (Allah, main or moamla) mein set kartay hoay unko Allah k leay karnay ke koshish kartay or jaza ke umeed Allah sy rakhtay hein…
Ya in moamlat mein hamari tawaqoua’at logon sy wabasta hein.
Nafs ke Jang Jari Rahay 
45


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *