Shukar ki Dua – Sawal 2

Sawal 2 …

Sabab k shukar k saath musabab ul asbab k shukar ki kia ehmiyat hai ?


 

Key 10 :
‘Sabab’ aur ‘Musabab ul Asbab’ k shukar ka ehsaas
……….

Shukar ka ehsaas Humain Aksarr Insano kay hawalay sy bhi aata hai jab
kayy flaan dost syy itnaa Favour kiaaa, flaan nyy itnii help ki yaaa
kisi kay koii tohfaa denayy perr yaa humaaraa kaam krnay prr ….
humarayy anderrr “shukar guzaari” kaa ehsas bht ataa hai naaa..
aur hum uss shakhs kay liyee dil mein aurrr pyaarrr barhaa lety hain,
aur Alert ho jatay hain kay is ny itnaaa jo kiaa hai too ab mein ne bhi iski pasand naa pasand kaa khayaaal rakhnaa hai..
Yaa koi favour yaa cheez mili to ab isko avail krnaa hai best Andaz mein etc
Too yahaan bhi shukar Insaan kaaa to kr he rahay hotay hain yaa Maaan rahay hotay hain magarr
yee ehsass wahan miss ho jataaa hai kayy
sabab tu insaan bn raha haiii…. Jissay hum Itnaa maan rahaay bhi hain
lekin ” musabab ul asbaaab ” tu Allah heee hai naaa.. Wahan Allah Kaaa shukarrr Aurrr barhhh kay honaaa chaiyeee
kay Allah ny krwaayaa apnay banday kay zariyee Yeee mujhh tkkk pohanchayaa ….karamm kiaaa kay WO hee qudratt rakhtaa hai kay kb kaisyy kiss andazzz mein Attaaaa krnaa hai …paaarr lagwanaa hai..


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *