Tip # 15 : Worker ka actor hona

“Worker ka actor hona”

Worker aik actor hota hy. wo case k sath waisa he ho jaisa kay wo case hy..
Yani aaghaz mein wo ousy “jo hy jaisa hy” ki buniyaad par qabool karta jaye or aahista aahista ousy jaan kar ous par working karta jaey…
Yeh na ho k har waqt aik he tareeqy sy ous ko chalaye
Balky kabhe frank ho kar, kabhe dosti k andaz mein, kabhe ustad k andaz mein, ous k sath chaly..
Magar kisi bhe andaz sy grift mazboot rahy k kahan kis point pr ous ko rehnumai daini hy…
Is tarah raabta barhy ga. Har tarah k case k sath ousi k level k mutabik working karna he behtreen hy….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *