Tip # 41 : Worker or Faraiz ki addai’gi

“Worker or Faraiz ki addai’gi “

Worker faraiz ki adaigi ka khaas dhi’yan rakhy..
Ye power ka zariya hai…
Is se uski power mein bhi izafa hoga aur wo apny sath waly haq k rahiyon ko bhi power de sakay ga….
Is hawaly se worker mein khud kotahi ya kami hogi to wo kabhi bhi is point par kabhi Hkr ko na rehnumayi de sakay ga na amal ki taraf raghab kar saky ga…..
Yahan apny faraiz ki adaigi ka khiyaal rakhain k ye worker k apny safar k liye buniyad ka kaam dety hain aur Hkr ko bhi is amal ki ehmiyat ka ehsas apny amal se he karaya jana mumkin hota hai…
Jab khud amal nai hoga to baat mein asar aur dil mein ehsas nai hoga aur Hkr is se faida nai utha sakay ga….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *