Tip # 47 : Worker or ‘Nazar may honay’ ka ehsas

“Worker or ‘Nazar may honay’ ka ehsas “

Worker ko har lamha nazar mein hony ka ehsas rehe…
Jitna nazar mein honay ka ehsas rahy ga k wo Malik jisnay apne karam k sath usko chun liya aur nokri ataa ki, wo har lamha usko nazar mein rakhay hue hai…
To us nazar ka hisaar mehsoos karna uski working mein khalis pan laye ga aur belos jazba usko apni working us nazar mein rehte hue jaari rakhne par majboor karay ga….
Wo apni mehboob Hasti ki muskrahat ki chah mein us nazar ko mehsoos karty huye manzil ki taraf barhta jaye ga…..

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *