Tip # 59 : Worker or by loss working

“Worker or by loss working”

Aik worker k liye by loss hona aik or zavia sy bhi wazaie hy….
Kay jb koi case hamary pass aay to hum us k dard ko mehsoos ker ky us ky liye wahan sy nekalny ki kosish ker rahy hoty hyn, ky ye hamary sath attach ho jay…..
Ub ye na’khalis pan hy…
Yahan batil hamy khalis nahi rehny dyta hy….
Umati ka dard ly ker us dard ko mehsoos ker ky us ko mushkil ya paryshani sy is liye nikalny ki kosish krna ky is main us umati ka bhala ho…..
Usy hidayat naseeb ho….
Ye khalis paan ho ga..
Ye khalis paan is liye bhi eham hy ky ye aik worker ko apny safar main aagy barhay ga….
Jitna ham umtioun ky liye aasani or fallah ki raah khoolyn gy utni hamari raah waseeh hoti jay gi…..
Is liye khalis ho ker working kerna aik worker k liye be had zaroori hy….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *