Tip # 60 : Worker ka ba amal hona

“Worker ka ba amal hona”

Aksar jub ham working shuru kerty hyn to koi aysi baat bhi ker jaty hyn jis per hum ny aik worker ki hysiyat sy kaam nahi kiya hota…..
Is liye wo bat Hkr per asar nahi kerti hy….
Kiun ky wo amal sy khali hoti hy….
Laikin is surat main hum ye samjhny ki bajaye ulta down ho jaty hyn ky meri baat ka asar nahi hua…..
Us waqt worker us point per khud kaam kry takay amal ki mazbooti us ky andar haq ki power ko barhaye our wo apny sath walon ko bhi us point per amal ki janib ragib ker saky…..

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *