Tip # 70 : Worker ka apnay andar ki power per yaqeen hona

“Worker ka apnay andar ki power per yaqeen hona” 

Working main apny andar ki power bhi bohat ehmiyat rakhti hy…
Kay agar hm ny kisi ko haq baat kahi to aksar aysa ho jata hy ky samny waly ko wo baat pasand nahi aati hy…. Lakin yahan per aik worker hony ki hesiyat sy aap ny khud ko mazboot rakhna hota hy…..
Samny waly ky rawaiye ki parwah kiye bina usy by loss piyar dyna hota hy….
Us ki baton per galt soch rakhny ki bajaye masbat andaz main khàry rehna hota hy….
Or her hall main Haq bat ko hi Haq kehna hy….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *