“Zaat Par Kaam”
“*Topic – Ihsaan*”
Sawal 1.
Ihsaan kisay kehtay hein…??
Ihsaan k baray mein Koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…??
Dil sy Dua.
Sawal 2.
Kia zindagi k moaamlaat mein aap ny kisi k sath ihsan ka moaamla rawa rakha..??
Practical share karein…
Dil sy Dua.
Sawal 3.
Aisai kia soch ya ihsas apnay andar baidar karein k…
Jin ke waja sy ham bhe dosron k sath ihsaan sy paish aa sakein…??
Tips bataein
Dil sy Dua.