“Zaat Par Kaam “
“*Topic-Amanat*”
Sawal 1.
Amanat sy kia muraad hy…?
Sawal 2.
Amanat dari sy kia murad hy…?
Sawal 3.
Amanat k baray mein koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika Share karen…!!
Dil sy Dua
Sawal 4.
Hamari zindgi hamaray pass amanat hy.
Lekin kia ham isay Allah ke tarf sy de gae amanat samjhatay bhe hein ya issay apni malkiat jantay hein…?
Ghor karen or is hawalay sy apnay ihsas share karen…?
Dil sy Dua
Sawal 5.
Waldain k pass oulaad bhe Allah ke amanat hy…
Is amanat ke hifazat or iske zimadari ko waldain kaisay behtareen tara sy adda kar saktay hein..?
Dil sy Dua.
Sawal 6.
Ap k kheyal mein …
Kisi bhe amanat ke behtareen amaant daari ka haq kis tara sy adda keya jaa sakta hy…??
Dil sy Dua