“Zaat Par Kaam”
“*Topic-Ehad Ya Wada*”
Sawal 1.
Ehad ya wada kia hota hy… mafhoom wazeh karein..??
Sawal 2.
Ehad ya waday k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…??
Dil sy Dua
Sawal 3.
Aap ke nazar mein…
Kisi sy keya Ehad ya Wada nibhanay ko ham kitni ehmiyat daitay hein…??
Dil sy Dua
Sawal 4.
Kisi sy keay hoay ehad ya waday behtareen saranjaam dainay k leay…
Hamaray andar kia kia ihsas baidar honay chahiyein…??
Tips dain…
Dil sy Dua