“Zaat Par Kaam”
“*Topic-Tareef*”
Sawal 1
Ham kis tara k amal par kisi shakhs ke tareef kartay hein…??
Dil sy Dua
Sawal 2.
Apna jaiza len..
Ham kisi ke tareef kartay hoay kanjoosi sy kaam letay hein…
ya dil khol kar os ke khoobi tareef kartay hein…??
Dil sy Dua
Sawal 3.
Kabhi kabhi ham kisi ke tareef kartay hoay os mein sach k sath jhoot ke bhe milawat kar deitay hein.
Ap k kheyal mein iske kia kia wajohat ho sakti hein..?
Dil sy Dua
Sawal 4.
Kabhi ham be jaa tareef kartay hein…
Or
kabhi tareef mein kanjoosi sy kaam letay hein…
Ap k kheyal mein…
Is ka darmiyani raasta kaisay ikhtiar keya ja sakta hy…??
Dil sy Dua