Yaqeen khud per nahin, Allah per hona chaiye

“Haq ki Baat”

Yaqeen Allah par hona chahiye. US Par Yaqeen aapko apne andar khud aitamadi deta hai.
Sirf khud pe yaqeen anna ki soorat nikal aata hai. Agar ham Allah k yaqeen se apne andar yaqeen aur andar khud aitamadi paida karain gay tou us se hamare andar aajzi aaye gi. Mehez apni khud aitamadi se ham Allah par yaqeen nai kar saktay.
Hamare andar khud aitamadi ho tou ye zaroori nai k uski waja se Allah par yaqeen barh jaye ga.
Isliye Allah par yaqeen ki manzil se apne par yaqeen ki manzil ki taraf safar karain.

? شاه جی

? حق بات
(محمدی حسینی سلسه)


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *