37. Sehri ke Barkat

“~*Shaaor E Ramzan*~”
“SEHRI KHANY MEIN BARKAT HY”
Piary Aaqa S.A.WW ny frmaya,
“sehri khany mein barkat hy”
sehrii khany mein barkat yeh hy k is sy Allah k ehkaam ki bja aawri mein aasani or sahoolat rahy gi.
OS ka hukm yeh hy k fajar k waqt sy roza shuru kro or maghrib k waqt khatam kro. Ab jis waqt sy roza shuru hota hy ous waqt agar Allah ki di hue ijazat sy faaida outha kr kha pee laity hein tou wo khaya piya din bhar aap k kaam aaye ga lakin agar aisa nai krain gy tou kamzori ho jaye gi.
Choun k Allah ka hukam poura maheena rozy rakhny ka hy tou ho sakta hy kisi aadmi ki himmat taqat yeh mudat pouri hony sy pehly jwab dy jaye jis k nateejy mein Allah ka hukm poura na kr saky ga.
isi bina par Aap S.A.WW ny sehri khany ki takeed frmai hy.
Ihsas Atta Ho


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *