Day 6

?Day 6

?ALLAH ka ehsas e aashnayi?

?ehsas ki ehliyat tab jaagti aur barhti hay jab ham ALLAH❤ ki pasand o napasand k liye kuch kartay hain….. aur kuch chorrtay hain…

?Aur phir ussi waja se ALLAH❤ ko qrubat k ehsasat ko achi tarah mehsoos kartay hain….
…..
Beshak ALLAH❤ k ehsasat se pardah uthaya jata hay…

?Mukhtalif ehsasat k darr,, USKO jan’nay ki tagg o dou mein khultay hain… kyu k ALLAH❤ ne to qainat isliye banayi k WO pehchana jaye.
Msg 2
Msg 2…..

?tou jab koi muhabbat karnay wala USKI janib aik qadam barhata hay… tou WO kyu nai uskay liye apni sifaat se parday uthaye ga….

?Jab ehsas barhtay hain to parday uthtay hain….

Phir kaheen US kay ghafoor al Raheemi k ehsas…. kaheen piaar k ehsas,,, kaheen madadgaar honay k ehsas,,,, kaheen khabargeeri,,,
Tou kaheen Qudrat Wala…. honay k ehsas andar utartay hain aur parday khultay hain……

شاه جی❤

? حق بات

(محمدی حسینی سلسه)
?Day 6?

?Today’s Task ✏

? Allah ki qurbat ko paanay k liay humein Us ki pasand naa pasand ka khaas khyaal rakhna hota hay☺

?? Aaj share karna hay
K
? kisi mamlaay mein kesay zaat ne apki apni marzi aur pasand ko poora krwaanay ki koshish ki….

? Aur phir Ap ne Allah ki qurbat ki chaah mein Us ki pasand ko apnaany k liay kesay apni pasand ko peechay chorraa….?

? USKI pasand k liye apna amal tabdeel kartay hue aapkay dil mein kia ehsasat baidar hue??

Ehsaas Attaa hon ☺♥


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *