Hajat ki Dua – Sawal 2

Sawal 2…

Jub hajat ki dua krty hain to doran e dua kia ehsas ander chlta hai ?


 

Key 17 :
Hajit paish kernay k liye andar bebassi ka ehsas laazim hai…
……….

Hajit paish krnay kay liyee aur mangnay kay liyeee Andrrr ” Bebasiii” kaa ehsass laaazim hai ….
kayy mein kujj naii
meriii siffaaat kuj naiii
Meriii taqatain kujj naii
Merii qabiliyat koii naa
mein too bebasss hun
Lachaaar hun
bsss TERA mohtaaj hun
TERI ataon per TERAY hukam sy he sansain rawaan hain
Merii to koii hesiat naii …
Bsss TU hee TU haii..
sunnayy walaa
Thamnay walaa
atta krnay walaaa
sifaaat walaa
taqqaton walaaa
Mein too Khaaalii hun
TU bharnay walaa hai .
yahan Bebasii kaaa ehsass Iss liyeee eham hotaa hai naaa kay Agar humaray ander akarrr hogii, apni siffaat kaa ghuroorr hogaa, Anaaa Bhari hogi too utnaa hee humarayy liyee jhukna aur Mangnay kay andaz o adab ko apnana mushkil hogaa…
issliyee..
Besbaasiii…Ki halat ko Koshish sy ehsas mein jazb krnaa hai…


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *