Hajat ki Dua – Sawal 3

Sawal 3…

Hajat ki dua kay doran wo kon sa ehsas ho sakta hai, jo hmary dil mein dua ki qaboliyat ki umeed barha dy ?


Key 18 :

Hajit ki dua k doraan Allah pe yakeen bananay ki behtareen koshish zaruri hai
……….

hajit ki duaaa kay doraan dil mein “Yakeen” bannanay ki behtareen koshish krnaa zaroorii hotaa hai, kyun kayy jiss sy mangaa jaa rahaa hotaaa haii USKI denayy waliii Siffaatt
Qudrat rakhnay wali sifaat
hrr sheh per qaadirr hona aur kuchh bhi Uski pohanch sy doorr naa hona….yee ander jazb hai too Heee Talab krtyy…mangtay …hamarayy anderr Yakeeen bannayy gaa
kay zarooorrr attaaa hogaaa…
Jaisyy …
hum jb kisii shakhs sy yaa kisii Apnayyy sy kuch lenay jaatay hain
too Agarr wo sheh uss kay pass sy milnay ki umeed ho too humm anderr
is bharosayy Kayy Wooo de deegaa… zaroorr madad krayy gaa.. kaam ban jaye gaa..baat ban jayee giii…
isss ehsssss syy anderrr Mangtayy huee “yakeeen” mazbottt krr letyy hain naa
aurr purr umeeed ho kayy Jatayyy hain ..
aisyyy hee…
Apnayy MAALIK Apnay Allah Perr bhi yakeeen mazboot krnaa hai na kay US kay liyee kuch mushkil nahinn…SOHNAA zaroorrr atta krayy gaaa…


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *