Hajat ki Dua – Sawal 4

Sawal 4…

Jub hmari dua, hajat ya talab mojooda waqt pyy porii naa ho , to is hawaly sy dill mein kia ehsas banta hai ?


 

Key 19 :
Sochay huay makhsus waqt tak Hajit poori na honay per ehsasaat ko sahi direction dena zaruri hota hai
……….

Jab humarii koii hajiitt mojoodaa waqt mein yaa humaray sochay hueee makhsoss waqt tk puri nai hotii tooo wahan humein Apnay ehsasaat koo sahii direction deni hoti hai
Kayyy WO Allah jooo Zameen o Asman kayy hr hrr mamalay ki khabar rakhtaa hai…
USKAY pass humariii duaaa aur haajit bhi pohanch gaiii hai naaa.. USNY wo apnay paas mehfooz kr li hai aur
hum ne jitnay yakeen sy Duaa ki hotii hai UTNA he khush ho kay Allah humein Own kr letaaa hai…
aur phirrr WO humarayy yakeeen perrr humein behtar syy behtareeeen attaaa krnayy kaa iradaaa kr letaa hai …
WO bachanay walaaa…
Humein bachataa bhi haiii kabhi waqt kooo Agay peechay kr kay to kabhi hikmatain dikhayee humein Apniii planning syy wahiii Duaaa aurrr faidaayy kay saathh Qabooliat ka rangg detaaa hai.. Humein yahaaan yakeeeen ko hee thamay Ander syy sb hawalayy kr denaaa hotaaa hai aur befiqar ho janaa hotaa hai…
kay ab WO krayy gaaa aurrr Behtareen hee krayy gaa…
hum nee jitnaay yakeen sy Hajit paish ki hogi utnaa hee duaa kay baad sy hum Allah perr chorayy ab Befiqarr aur pur umeed rahain gayy.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *