*Harawal Dasta 1*
*Step 7 B*
“~*Mere Zaat Zara E Be nishaan*~”
- Is step ka naam hy Mere Zaat Zara E Be nishaan…
- 7th A step mein jaisa k aap ny apnay andar gehray ghotay lagaaye…
- Or parat dar parat apna aap khola…
- Ab aap k saamnay jaisa bhe apna aap khoula hy…
- Ous k nateejy mein aap khud ko ab kis nazar say daikhty hein…
- Or jis nazar sy daikhty hein kam az kam 15 points mein share karna hy.
- In 15 points mein apnay andar ke asliyat ko aisay daikh k batana hy k jaisay ham khud ko sheeshay mein daikh k batatay hein…
- Yeh step aik din mein mukamal karna hy.
Dil sy dua