Tip # 38 : Worker ka jhukao, qurbat ki raah may asani ka ba’is

“Worker ka jhukao, qurbat ki raah may asani ka ba’is”

Worker ka jhuk jana…. uska moum ki soorat dhal jana…..
Usko kia dilata hai? Qurbat…
Muhabbat…
Mahi ka piar…
Mahi ki nazar….
aur agar usko ye mily tou nazar kisi aur par nai jati….
Or jab wo kisi bhi moqay par khud ko jhuka laita hai, Uskay liye qurbat ki raah he asan hoti hai… Isliye worker apni qurbat ki raah mein khud he apni zaat ko laa khara na karay, balky is rukawat ko hatta kar qurbat ki raah par agay barh jaye….
Ye muskarahat pany ka ehsas, ye qurbat ki manzil ki chah he worker ko jhukany mein madad karti hai….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *