Tip # 39 : Worker ka apni ghalti ka ait’raf kerna

“Worker ka apni ghalti ka ait’raf kerna “

Jahan kaheen khud ko ghalti par mehsoos karain, zaat mein phasay baghair usko tasleem karlain…
Or apni islaah k liye qadam barhayen to is se andar jhukta hai…
Kiun kay jab tasleem karty hain to matlab andar maan raha hai k mai kuj v nai aur mujh se bhi ghalti sarzad hoskti hai…..
Jiski islaah k liye pehla qadan usko jhuk kar maan lena hai…..

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *