Tip # 49 : Worker ka her hal may Haq bat kehna zarori hy

“Worker ka her hal may Haq bat kehna zarori hy”

Ustaad kisi bhi tareeqay se agar apni Haq baat kehnay se ruk raha ho to wo nokar to na raha aur na he wo nokri wahan diyanat daari se kar raha hai….
Balkay wo to khud zaati chahat ya pasand ki wajah se apni nokri se insaaf nai kar raha… Ustaad k andr jab eman ki quwat mojood ho to wo aglay ki haqeeqat ko samjhta bhi hai aur usko samjhata bhi hai…
Usko aglay ki shakhsiyat mein jo tazad aur kammi nazar aati hai wo usko nazar andaz nai karta, balkay usko uski haqeeqat dikhata hai….

از : ❤ شاہ جی

? “حق کا علم تھامے رکھنا” ?
(محمدی حسینی سلسلہ )


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *