*~*Step 9th B Krwany k Maqasid*~* 1. Is step ka naam hy, “Zaviya e Nazar.” Is step mein dil mein outray Allah k ihsas e aashnai or noor e emaani ke wajah sy zindgi k moamlaat ko pehlay sy mukhtalif or badlay hoay zavia e nazar sy dekhna seekhtay hein. 2. Wo tamam moamlaat jinhein pehlay ham duniyavi nuqta e nazar sy dekhtay, janchtay or parakhtay hein is step mein inhi moamlaat ko Allah k ihsas sy jorr kar oun ko aik mukhtalif zaviya e nazar sy dekhtay hein tou in maomlat ke haqeeqat ham par khulti hy or is hawalay sy hamaray andaz eRead More →

*Harawal Dasta* *Step 9 B* “~*Zaviya E Nazar*~” Is mein check karna hy k… ab Allah ke aashnaai k hawaly sy hamaray andar changes aanay k baad… Hamara kisi bhe moaamlay mein is moaamaly ko daikhnay ka zaviya kaisa or kis tarha badla hy… Allah ki aashnaai k hawalay sy badla hoa zaviya e nazar check karna hy… Is mein hkr ko points ke de gae list daini hy… jin par wo apna zaviya e nazar biyaan karein gy… Jab tak deay gaey aik point par zaviya e nazar best level ka na ho jaey… tab tak agla point na karaya jaey… Har point kRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 9th B* “~*Zaviya E Nazar*~” *Topics List* Is step mein 4 points zaviya e nazar share karnay k leay deay jaein gey… Jo k ye hein…. ♡ 1 “Khushi aap ki nazar mein” Ya… “Gham aap ki nazar mein”   ♡ 2 “Kamiyabi aap ki nazar mein” Ya…. “Nakmaani aap ki nazar mein”   ♡ 3 “Zindagi aap ke nazar mein”   ♡ 4 “Safar e Aakhirat aap ke nazar mein” Dil sy duaRead More →

*Step 9 B* *~”Zaviya E Nazar”~* Hints List 1. Ashraf ul makhlooq takhleeq hona. 2. Apnay Rab honay ka iqraar laina. 3. Piaray Aaqa S.A.WW ki ummat mein shamil hona. 4. Naiki or buraai ka shaour ilhaam hona. 5. Maan k pait mein halaal nutfy sy takhleeq. 6. Mukammal jismani azaa. 7. Khourak ka intzam. 8. Paidaishi bemari ya mazori sy bachana 9. Azaan ki aawaz. 10. Maan baap ka saya ata hona. 11. Musalman gharany mein parwarish. 12. Deeni o duniyavi taleemat. 13. Allah ke qurbat ki chahat or koshish 14. Quraan e Paak ki taleem or is pr amal ki koshish 15. GunahonRead More →

*Harawal Dasta* *Step 9 B* “~*Zaviya E Nazar*~” Is step ka naam hy Zaviya e Nazar… Is step mein aik point deya jaey ga… Aap ny is par apna zaiva e nazar share karna ho ga… Jaisy k Allah  ki aashnaai panay k baad hamaray har cheez… Or moaamly ko daikhnay ka view badlaa hoa hy… Aisay he ab jo be aap sy poucha jaey tou aap ny os ko apnay badlaay hoey zaviya e nazar sy biyaan karna hy… Is sharing k leay kisi shakhs ya kitaab sy…. ya kisi tarha sy bhe kahein sy koe help nai laini… Balkay sirf apnay andar k sachyRead More →

  *Harawal Dasta 1*  *10th Step A* “~*Sawal Jawab*~” Is mein aap ny check karna hoga k Allah ke qurbat or aashnaai ke is raah par chalnay k baad… Share karne waala kis tarha sachaai sy in sawaalon k jawabaat mein apna view khol khol kar biyaan kar raha hy… Is step mrin 10 sawal dainay hoty hain. Aap ne tarteeb sy baari baari aik aik sawal bheij k ye step muakamal karwana hy. Aik sawal ka mukamal jawab honay k baad he dosraa sawal bijana hy… Or har sawal par jitnay points liknay ka kaha geya hy… Osay check karna hy k points aikRead More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 10 A* “~*Sawal Jawab*~” Is step ka naam hy Sawal Jawab… Is step mein aap ko kuch sawaalon k jawabaat apnay view sy dainay hein… Jaisay k aap ab apnay andar dil mein Allah ke aashnaai parrat dar parrat outarnay k hawalay sy… dil ke badlee hoe haalat k saath mahssos kar rahay hain. Note Appny sawalon ka mukamal or behtareen jawab mil janay ki surat mein he aap ko dosraa sawal bhijaa jaey ga…. Dil sy dua “Sample Msgs” Q:1…Allah k bandon ko aqp kis nazar sy daikhty hein…. ? (10 points) Jawab Main Allah k bandon ko Allah keRead More →

*Harawal Dasta*    *Step 10 B* “~*Soun Arz Way Saaiyaan*~ Step 10th A k aakhri sawal mein aap ny jo apne 5 Top duaein bataai hein… Oun mein sy baari baari aik aik dua ya darkhawast arzi ki surat mein paish karni hy… Aap ko jaisy behtar lagay waisay he likhein lakin likhni pooray sachy jazbay k sath hy…. Is mein khiyaal rakhna hy k… 1. Aap ka Allah par yaqeen ka level… 2. Aajzi or bebasi ka ihsaas… 3. Talab ke shiddat… 4. In sab ko paish karnay ka andaaz…. Ye 4 points check keay jaein gy…  Bari baari aik aik dua arzi kiRead More →

*Harawal Dasta* *Step 10 B* “~*Soun Arz Way Saaiyaan*~ Step 10th A k aakhri sawal mein aap ny jo apne 5 Top duaein bataai hein… Oun mein sy baari baari aik aik dua ya darkhawast arzi ki surat mein paish karni hy… Aap ko jaisy behtar lagay waisay he likhein lakin likhni pooray sachy jazbay k sath hy…. Is mein khiyaal rakhna hy k… 1. Aap ka Allah par yaqeen ka level… 2. Aajzi or bebasi ka ihsaas… 3. Talab ke shiddat… 4. In sab ko paish karnay ka andaaz…. Ye 4 points check keay jaein gy… Bari baari aik aik dua arzi ki suratRead More →