*~*Step 8 Krwany K Maqasid*~ 1. Is step k 2 Part hein. Pehlay Step ka naam hy, “Real Love Story” Or dousry step ka naam hy, “On The Spot Love.” Is step mein ham aik tou zindgi k baray baray waqiat jo bazhir mayoos kunn or takleef deh hon or jin ke wajah sy ham pareshani mein ghirr gey hon or ous waqt oun moamlaat or waqiyat mein chuppa wo piar na dhoondh sakein jo oun mein maojoud tou hota hy magar hamaray apnay dil k yaqeen ke kami ke wajah sy ham issay talash nai kr patay, oun moamlaat mein sy Allah ka piarRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 8 A* “~*Real Love Story*~” Is step mein zindagi k mega events ya ahim waqiyaat ka hona zroori hy… Is step ki checking karty hoay… 4 parts mein checkng zaroori hy…. Part 1. Waqiyaa… Part 2. Ous waqt dil ke paryshani ya mayousi ke halat…. Part 3. Phir halaat kis rukh sy badlay… Part 4. Saray up down mein Allah ka piar kaisay or kis level ka bataya geya hy… Is k har points mein or…  khaas taor par part 4 mein Allah ka piar kaisay or kis level ka talaash keya check karna hy…. Is mein khaas taor par yeh bheRead More →

*Harawal Dasta 1*   *Step 8 A* “~*Real Love Story*~” Is step ka naam hy Real Love Story… Is step mein apne zindagi k aisay waqiyaat… Jo is waqt k halaat k mutabiq aap ko apnay leay… Pryshanion or mushkilaat mein ghir janaay walaay lagein… Ya mayous hoay shikway mein bhe lagein… Har guzartay waqt ny is haqeeqat ko ayaan keya… K asal mein tou Allah aap ko is sy ziada behtreen halaat ke raah par la raha hy. Or aap k sath in halaat k up down honay mein Allah ka ap sy intihaai piaar chupa hoa tha. Rozana aik story bheijni hy. RealRead More →

*Harawal Dasta 1*  *8th Step B* “~*On The Spot Love*~” Is mein khas taor par khiyaal rakna hy… K is din ke routine ka he point share keya jaey… Or is point mein Allah k piar ka koe na koe zaviya ya angle hona zaroori hy. Yani sirf yeh keh daina k mere leay Allah ka piar tha is mein… yeh kafi nai ho ga… Allah k piar ka koe khas view dikhaana zaroori hy. Background short ho or Allah ka piaar jis bhe zaviya sy dikhaaya geya ho… Wo bohat wazeh ho… Is mein yeh bhe khiyal rakna hy k aik jaisy moaamlat meinRead More →

*Harawal Dasta 1*  *8th Step B* “~*On The Spot Love*~” Is step ka naam hy *On The Spot Love* Is mein aap ny ousi din ke routine mein choti choti baaton mein apnay leay Allah k piar k mukhtlif angle talash karnay hein… Allah k ajaaibat apnay mamolaat ya moamlaat k up down mein… ya aisay he intahaai choty choty points mein Allah ka aap sy piar kaa koe naa koe rukh talash karnaa hy. Is mein koe story nai likni… Background or is mein Allah ka aap sy piar ka koe angle btanaa hy… Rozana 5 points talash karnay hein or har point meinRead More →

*~*Step 9 A Krwany K Maqasid*~* 1. Is step k 2 part hein. Pehlay part ka naam hy, “Mahi Mere Naal” Is step mein Allah ke sifat par tafakur kar k in sy aashna hona seekhtay hein k kaisay Allah ke yeh sifaat Allah k banday par azal, dunia or abad mein bhe jalwa garr hoti rehti hein. 2. Allah ke siffat ke har zamanay mein apnay banday par jalwa gari k parday ham par khultay hein tou andar yeh yaqeen rasikh honay lagta hy k Allah tou azal sy abad tak har waqt ham par apni siffat ke jalwa gari sy hamaray sath hyRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 9 A* “~*Mahi Mere Naal*~” Is step ka naam hy Mahi Mere Naal… Is mein aap ny hkr sy Allah ke 5 sift/shaan (jo list de gae hy) karani hein. Is mein har sift/shaan ko 3 portions yani zamano mein batana hy.  Azal (10 points)  Duniya (15 points) Abad (10 points) Azal, dunia or abad k points banany k leay hints ke jo list de gae hy… Wo aap HKR ko dain gy jis mein deay gey hints k mutabiq bari bari azal, duniya or abad k points banaye jaein gy. Kisi bhe hkr ko step start karanay lagein tou pehlayRead More →

*~step 9 A~* *Mahi Mere Naal* List Sift/Shan ♡ 1: ●Madad krny wala ♡ 2: ●Bachany wala Ya ●Hifazat krny wala ♡ 3: ●Rah kholny Wala Ya ●Hidayat krny wala ♡ 4: ●Khabar rakhny Wala Ya ●Jaan’nay Wala ♡ 5: ●Qudrat Rakhny Wala Ya ●Taqat Rakhny Wala   ♡♡♡Read More →

*”Step 9th A”* *~”Mahi Mere Naal”~* Hints List “Azal” 1. Ashraf ul mashloqaat rooh takhleeq hona 2. Ham sy apnay Rab honay ka iqraar laina. 3. Rooh ko gunaahon or parhaizgari ka ilhaam . 4. Piaray Aaqa S.A.WW ka umaati hona. 5. Allah k qurb mein aik muqrarra mudat tak reh k rooh ka dunia mein anay ka safar start hona. 6. Rooh ko jism ka libaas dainay k leaay maan baap ka intikhab kerna. 7. Maan k pait mein jaiz tareeqay sy takhleeq start hona 8.Maan k pait meim 3/4 maah tak bay rooh jism ki parwarish hona. 9. Maan k pait mein khorakRead More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 9 A* “~*Mahi Mere Naal*~” Is step ka naam hy Mahi Mere Naal… Is mein aap ko Alkah ki kuch siffat /shaan bataai jaein ge. Aap ny bari bari oun mein sy aik aik mein tafakur kar k batana hy… K wo kaisay aap par parat dar parat khouli… Lakin wo sift har zaviya or har zamnay mein…. Allah ke sirf aap sy he ta’aluq k hawalay sy batani hy… Kisi (3rd person) ya cheeze k hawaly sy nai batana… Or na he is mein koe waqiyaat btanay hein… Koshish karni hy k aik sift mein ziada sy ziada andar keRead More →