*Harawal Dasta 1* *Step 6 A* “~*Tere Rang Rang*~” Is Step ka naam hy Tere Rang Rang… Is step mein ousi din ki routine mein sy koe moamla share karna hy… Is k hawaly sy aap k dil par Allah ki jis aik shaan ya sift ke jaisi… Or jitni jawlagari hoe hy… wo bataani hy. Is mein aap k point k 2 hissay hon gy…           1. Background…           2. Shaan ya safit ki jalwagari jaisi or jitni hoe. Dil sy dua *Sample Msgs* Point :- 1 ● Background : Main charpai par baithi moung phaliRead More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 6 B* “~*Har Jaga Mein Too Samaya Hy*~” Is main last step ke tara yehi khiyaal rakhnaa hy… K moamla ousi din ki routine ka ho… Or ous moamly ke wajha sy Allah ki sifaat ya shaanein jaisi or jitni zaahir hoe hon… Wo wazeh kar k batai gi hon… Yeh check karna hy k sirf aik he sift ya shaan ko he point out na keya geya ho… Balkay aik he moamly mein Allah ke 3 siffat ya shaanein… Jis jis view sy dil par zaahir ya jalwa gar hoe hon wo check karna hy Dil sy duaRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 6 B* “~*Har Jaga Mein Too Samaya Hy*~” Is step mein ousi din ke routine mein sy koe moamla batana hy. Or ous k hawalay sy aap k dil par Allah ke jis jis shaan…. Ya sift ke jaisi or jitni jalwagari hoe hy… Or kam az kam aik background mein sy Allah ke 3 shaanein…. ya siffaat bataani hein. 1. Background. 2. Allah ke 3 shanon ya siffaat ke jalwagari jaisi or jitni hoe bataani hy. Dil sy dua   *Sample Msgs* Point:- 1 ● Backgroud : Mein store mein gi cheeni lainy to achanak sy light chali gi jisRead More →

*~*Step 7 A & B Krwany k Maqasid*~ 1. Is k *A* step ka naam hy, “Apnay Mann Mein Doob Ja” Or *B* Step ka naam hy “Mere Zaat Zara E Be’nishaan” Is mein ham apnay andar apnay mann mein doob kar apni zaat k pardon ko parrt darr parrt kholna is intahaa tak seekhtay hein k hamein apne zaat zara e be’nishaan lagnay lagay. 2. Apnay andar ghehray ghotay laganay sy apni he zaat k ghehrai mein parray hoay be shumar manfi pehloo khul khul k samnay anay lagtay hein tou apni haqeeqat khud par aya’n hona shuru ho jati hy. 3. Is stepRead More →

“Note About” *Step 7th A* Is step mein koshish karni hy k training karnay walay ko sath sath msg kartay rehna k wo asani sy apna andar khol sakein…. Or jald sy jald is step ko mukamal krnay ke koshish krni hy. Ziyada din nai laganay or share krnay wala din raat mein jub or jaisay chahay ousy *Free Hand* dain k or jaisay wo chahay sharing karta rahay. Or piar or dua ki power sy parat dar parat apna andar khol kar Allah ki aashnai k rastay par taizi say wo apnay safar ko aagay ly kar ja sakay… Is step mein daily kamRead More →

*Harawal Dasta 1*  *Step 7A* “~*Apnay Mann Mein Doub Jaa*~” Is step mein aap ny training karnay walay ko apnay piar or eitamaad ka ihsaas dilana hy… Kion k tab he wo yeh step aap k sath kar sakein gy… Or agar wo kisi or k saath eitamad k rishty mein bandhay hein… yani Guru ya kisi or teacher k saath tou yeh step aap apnay sath training karnay walon ko ousi k saath he karwaaein tou ziaada acha hy… Yeh step karwanay sy aap apny zaraf or dil ki wus’at par nazar dalein k kisi k aib…. Ya khataein kis had tak aap apnayRead More →

*Harawal Dasta 1* *Step 7 A* “~*Apnay Mann Mein Doub Jaa*~” Is step ka naam hy Apnay Mann Mein Doub Jaa… Is step mein kuch din ziada sy ziada sharing karni hy. Jis mein apnay andar Allah ka Noor E Aashnaai aane k baad tak aap ko nazar aany wali apnay andar ke sachii haalat… Jo chahay k aap k ihsaas ke, soch ke, yaa amal ke hon… aap k saamnay khoulti jaein wo bataani hein… ziada sy ziada… Aap jitna apnay andar ko gehraai tak daikna chahein gy…. Outhna he samnay sy pardaa outh’tay jaein gy… Or samnay aaya saray ka sara gand oulatRead More →

*Harawal Dasta 1*      *Step 7 B* “~*Mere Zaat Zara E Be nishaan*~” Is step ka naam hy Mere Zaat Zara E Be nishaan… 7th A step mein jaisa k aap ny apnay andar gehray ghotay lagaaye… Or parat dar parat apna aap khola… Ab aap k saamnay jaisa bhe apna aap khoula hy… Ous k nateejy mein aap khud ko ab kis nazar say daikhty hein… Or jis nazar sy daikhty hein kam az kam 15 points mein share karna hy. In 15 points mein apnay andar ke asliyat ko aisay daikh k batana hy k jaisay ham khud ko sheeshay mein daikh kRead More →