57. Shab e Qadar Kab Ati Hy

“~*Shaaor E Ramzan*~”
“Shab E Qadar Kab Aati hy”
Hazratd Ayesha r.a sy riwayat hy k Aap S.A.WW ny frmaya k,
“Shab e qadar ko ramzan k aakhri ashry ki taaq raaton mein talash kro”
is ki ilamat yeh hy k Aap S.A.WW ny frmaya,
“Wo raat khili hue chamak daar hoti hy, na ziada garm na ziada thandi, chand khila hua hota hy. is raat mein subah tak aasman k sitary shayateen ko nai maary jaty. is ki aik ilamat yeh bhe hy k subah ko soraj bghair shuaa k taloo hota hy yani soraj ki shuaa ya bikul nai ho gi ya ous mein taizi or shiddat kam ho gi”
Ihsas Atta Ho


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *