“~*Shaaor E Ramzan*~”
“Shab E Qadar K Amaal”
Harzrat Ayesha r.a frmati hein main ny arz kiya,
Ya Rasool Allah S.A.WW..!!
mujhy shab e qadar ka pata chal jaye tou main kiya dua maangon.
Aap S.A.WW ny frmaya,
“ALLAHUMA IN’NAKA AFU TUHIBUL AFU FAFU AN’NI
Ay Allah!
Beshak tou maaf krny wala hy moafi ko pasand krta hy pas TOO mujhy moaaf frma dy”
Hazrat Sufitan Soriii r.a kehty hein k is raat mein dua k sath ibadat mein mashghoul rehna ziada behtr hy.
Dua k sath dousri ibadaat ka krna bhe afzal hy maslan dua, tilawat, zikar, namaz… yeh sub amour Piary Aaqa S.A.WW sy bhe manqool hein.
Ihsas Atta Ho
58. Shab e Qadar K Amaal
2016-04-01