59. Farishton Ke Aamad

“~*Shaaor E Ramzan*~”
“Frishton Ki Aamad”
Alah frmata hy,
“Is raat mein frishty or rooh ul qadar apny parwardigaar k hukm sy outarty hein”
Hazrat Ans r.s sy riwayat hy k Piary Aaqa S.A.WW ny frmaya,
“Shab e qadar mein Hazrat Jibreel a.a frishton ki aik jamaat k sath outarty hein or ous shakhs k leay jo khara ya baith k Allah ka zikr kar raha hy ya ibadat meim mashghoul hy dua e rehmat krty hein”
Hazrat Ibn e Abbas r.a sy riwayat hy k Piary Aaqa S.A.WW ny frmaya k,
“Frishty Hazrat Jibreel a.a k kehny par mufarik jaty hein or koe chota bara ghar aisa nai hota k jahan koe momin go or frishty musafeha k leay na jaty hon”
Lakin ous ghar mein jahan kut’ta ya tasveer ho dakhil nai hoty.
Ihsas Atta Ho


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *