?Day 17 ?Logo’n par yaqeen ALLAH par yaqeen se ziada hona? ?Almiya ye hay kay hamara logo’n par yaqeen ALLAH❤ par yaqeen se kaheen ziada hota hay. ?ALLAH❤k sath apne mamlaat mein ziada mayus hotay hain . Jabkay logo’n k sath mamlaat mein mayusi ka tanasab kam hota hay. ?logo’n k hawalay se agar dekhain tou aisa hota hay kay hamain agar kisi k sath koi kaam parray tou yaqeen hota hay kay Hamare behtareen dost us waqt aik phone call ya paigham par madad ko aayin gay…. aur agar wo madad na kar sakain to ham khud ko taaweelain paish karty hain Kay bilaaRead More →

? DAY 18 ? ? Ibadat ki asal rooh ? ALLAH Apni sifaat kay zariye hi Apnay bunday per haqeeqat kay parday ayaan krta hai. Magar hum ALLAH sy rabta aur dil ka taaluq istawaar nai krtay. Issi liye ALLAH kay ehsas bhi dil mein nai utartay. Hum ALLAH ki sifaat ko pakar kr hr lamha dil ka rabta bananay ki koshish krain to ALLAH kay ehsas sy be behra na rhain. Sitam zareefi ye hai kay hum ALLAH kay liye ibadat krnay pr to zorr detay hain magar inhi ibadaat mein ALLAH kay ehsas sy aari ho kay ALLAH kay samnay kharay ho jatayRead More →

?Day 19 ?ALLAH k faislo par shikwa karna? ALLAH❤ ka ehsas hamare dil mein jaagazeen ho tou hamain yaqeen hota hay hamara ALLAH❤ ham se 70 maa’on se ziada piar karta hay. Isliye wo jo faisla hamare liye karay ussi mein behtari hoti hay. Magar jab yaqeen na ho tou ham har mamlay mein hamare liye saadar kiye gye US kay faislay mein naqa’is zaroor nikaltay hain… khaas tour par tab jab wo hamari marzi k mutabik na ho……. Agar Duniya k mamlaat ki hee misaal lain to na he ham aur na hee koi aur ye pasand karta hay k uskay kisi mamlay yaRead More →

? DAY 20 ? ? ALLAH bila takhseekh hr bunday sy piyaar krnay Wala hai? ALLAH ❤ ki azal sy Apnay bunday sy muhabbat hai. Piyaar krna USKI ❤ sift hai. US nay hr ek kay liye muhabbat aam kr di kay WO Apnay bunday sy 70 maaon sy bhi zada piyaar krta hai. Is mein US nay kisi gunahgaar ya naiko kaar kay darmiyaan farq nahi rehta. ALLAH ❤ bila takhseekh hr bunday ko 70 maaon sy zada piyaar krnay Wala hai. Ab US nay to piyaar kiya magar hum US kay piyaar kay badlay mein kia kr rhay hain. Kon USKI muhabbat meinRead More →

? Day 21 ? ??Apnaa Ab kaa Jaiza ?? ?Iss topic per Allah ka ehsas E ashnai wasool krnay kay baad ap ko apnay andar kia tabdeeli aur farq mehsus hua ??❓ ? Ab..Apnay Aur Allah kay Rishtay ki Mazbootii kko aur iski ehmiyat ko kaisyy dekhta hain….. ??❓ 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰Read More →