Tip # 31 : Worker aur uska yakeen
“Worker aur uska yakeen” Aksar hamari khaam khayali hoti hay kay humara Allah par yakeen hai…. Isi liye to jis waqt tak asaniyaan hon hamara yakeen Allah par qa’im rehta hai …. Magar agar zara si azmaish aa paray to yakeen jhaag ki tarha beth jata hai… Or pareshani mein ghir kar hum bilkul bhool jatay hain kay Allah hai na…. Or jab WO hai to pareshani kesi….. Aur andar yakeen rkhna hota hai kay Allah mjhse ziyada meri behtari janta hai…. Is liye Allah sy hamesha behtari ki umeed aur acha balkay behtareen gumaan rkhain… Kiun kay WO hamaray saath hamaray gumaan kay mutabikRead More →