“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Amanat*” Sawal 1. Amanat sy kia muraad hy…? Sawal 2. Amanat dari sy kia murad hy…? Sawal 3. Amanat k baray mein koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika Share karen…!! Dil sy Dua   Sawal 4. Hamari zindgi hamaray pass amanat hy. Lekin kia ham isay Allah ke tarf sy de gae amanat samjhatay bhe hein ya issay apni malkiat jantay hein…? Ghor karen or is hawalay sy apnay ihsas share karen…? Dil sy Dua Sawal 5. Waldain k pass oulaad bhe Allah ke amanat hy… Is amanat ke hifazat or iske zimadari ko waldain kaisay behtareen tara sy addaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Moaafi or Taoba*” Sawal 1. Moaafi or Taoba mein kia farq hy… farq waazeh karein…?? Sawal 2. Moaafi or Taoba k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…!! Dil sy Dua Sawal 3. Moaafi… Or Taoba k leay Allah k samnay paish hotay hoay kia ihsas hona zarori hy…?? Dil sy Dua   Sawal 4. Aap k khiyal mein… Maafi mil janay ya Taoba ke qabooliyat ka andaza hamein kaisay ho sakta hy…?? Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Ehad Ya Wada*” Sawal 1. Ehad ya wada kia hota hy… mafhoom wazeh karein..?? Sawal 2. Ehad ya waday k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…?? Dil sy Dua   Sawal 3. Aap ke nazar mein… Kisi sy keya Ehad ya Wada nibhanay ko ham kitni ehmiyat daitay hein…?? Dil sy Dua   Sawal 4. Kisi sy keay hoay ehad ya waday behtareen saranjaam dainay k leay… Hamaray andar kia kia ihsas baidar honay chahiyein…?? Tips dain… Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Muhasba e Nafs*” Sawal 1. Muhasab e nafs sy kia muraad hy…wazeeh karein…??? Dil sy Dua   Sawal 2. Muhasba e nafs kion zarori hy or hamein Allah k rastay par aagay barrhanay mein kaisay faida deita hy…??? Dil sy Dua   Sawal 3. Agar ham apnay nafs ka muhasaba nai krtay or isko lagam nai daltay tou is sy kia kia nuqsan uthatay hein…?? Share karen…!! Dil sy Dua   Sawal 4. Aaj apna jaiza lein… Kia ham har lamha khud par gheri nazar rakhtay or nafs ka muhasba kartay hein…?? Dil sy DuaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Adaab e Guftagoo*” Sawal 1. Apna jaiza lein… Ham daily routine mein ziada tar kis tara ke guftagoo krtay hein…??? Sawal 2. Or doran e guftagu hamare guftazgoo ka anadaz kaisa hota hy…??? Dil sy Dua   Sawal 3. Ham logon sy baat karay hoay… Oun sy kis tara k andaz e guftagoo ke tawaqu rakhtay hein…? Dil sy Dua   Sawal 4. Apnay andaz e guftqgoo ka gehrai sy jaiza lein or wo point share karen jin ke waja sy aap k andaz e ghufatagoo mein behtari aa sakti hy…?? Dil sy Dua   Sawal 5. Aap ke nazar mein… BehtareenRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Khamoshi*” Sawal 1. Aap ke nazar mein khamoshi ke kia ehmiyat hy….?? Dil se dua Sawal 2. Khamoshi k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…!! Dil sy Dua Sawal 3. Aap ke nazar mein… Khamoshi k kia kia faiday hein…??? Dil sy Dua Sawal 4. Jahan moamla biggar raha ho wahan maslehat k tehat khamoshi ikhtiar ke jaye ta k bigaar sy bacha ja sakay. Apna jaaiza lain k… Kia ham aisay maoqon par khamoshi ikhtiar kartay hein ya bol kr nuqsan uthatay hein…??? Dil sy Dua:) Sawal 5. Khamoshi ke apni jaga ehmiayat hy… Magar zarorat parrnayRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Taqwa*” Sawal 1. Taqwa sy kia murad hy… wazeeh karein…? Dil sy Dua Sawal 2. Taqwa k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Taqwa ikhtiyar karnay ke raah par hamein kia kia rukawatein paish aati hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Kia ham taqwa ke ehmiyat sy waqif honay k bawajood taqwa ikhtiar karnay ke koshish kartay hein ya nai…? Dil sy Dua Sawal 5. Wo kia soch ya ihsas hy jo agar hamary andar baidar hon tou wo hamein taqwa ikhtiyar karnay ke raghbat dila skta hein…?? Dil syRead More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Khush Ikhlaqi*” Sawal 1. Khush ikhalqi sy kia murad hy…? Dil sy Dua Sawal 2. Ikhlaq k baray ko Qurani ayat ya Hadees e Mubarika sy waazeh karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Apk kheyal mein… Khus ikhlaqi kin kin khoobion ka majmooa hy….?? Dil sy Dua Sawal 4. Apna jaiza lein… Hamaray andar achay ikhlaq ke kon kon khoobian maojood hein… Or kahan kahan kami hy…?? Dil sy Dua Sawal 5. Ham khud par kaisay working kar k achay ikhlaq ke khoobian paida ker saktay hein….?? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Lalach*” Sawal 1. Apk kheyal mein.. Lalach kia hoti hy… Laalchi shakhs ke kia soch ya ihsas hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 2. Apna gherai sy jaiza len… Ham kis kis hawalay sy lalach mein mubtala hein…?? Dil sy Dua Sawal 3. Ham zaida tar dunia ke zindgi k hawalay sy lalach ka shikar hotay hein. Apk kheyal mein is… Lalach ke wajoohat kia kia ho sakti hein…?? Dil sy Dua  Sawal 4. Lalach k nuqsanat kia kia hotay hein…?? Dil sy Dua Sawal 5. Lalach sy bacha kaisay jaa sakta hy…??? Tips dain…! Dil sy DuaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Bukhal*“ Sawal 1. Ap k kheyal mein… Bukhal kisay kehtay hein…? Dil sy Dua Sawal 2. Bukal k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua Sawal 3. Bukhal k nuqsanat kia kia hein…?? Dil sy Dua Sawal 4. Bukhal sy bacha kaisay jaa sakta hy…? Tips dain…!! Dil sy Dua  Read More →