“Ustaad kaa hkr kay sath personaly rabty mein rehna hkr kay best level kay lie zaroori hai.” Zaat pay kaam walay hkr k sath daily bases pay rabta rakhna hotaa hy Hkr ko bayshuk k group mein add kera dia jata hy laken wahan bhe or personaly bhe ziamdari tou ustad ki hoti hy Hkr k kuch points aisay bhe hotay hyn jin ko wo group mein share bhe nae ker sakty Tu es leay ustaad ka personaly rabtay mein rehnaa, Hkr ko time daina ustad ki zimadari hy Ager aisa nahe hy tu hkr ka best level nahe kaha ja saktaaRead More →

“Jadu k maslay k liye sabse pehle Allah pe yaqeen mazboot karna” Kisi bhe hkr ko ager jadu ka wahem ho tu os ko timly jamat say dua kerain takay situatiom clear ho Akser aisa hota hay k hkr ko wahem bhe hoa rehtaa hy Or Es chaker mein os ka Allah pay yaqeen kem honay lagta hy. Or ager aisa masla ho bhe tou, us ko phly Allah pay yaqeen dilaen, K Wohe es maslay ko halll kernay wala hy. Jamat say dua jab keraty hyn tu akser jamat pay yaqeen or nazer tahrnay lagti hy Or Allah miss honay lag jata hy Kisi bhe jadu, Azamsih, Barri ssy barriRead More →

“Bacho ki achi tarbiyat k liyee unkay sath darmiyana rawwaiya ikhtiyar kar k chalna” Bachay ma’an baap k paas Allaah ki amanet hyn… Allah nay humain en ki tarbeat or nashounuma ki zimadari de hoti hy. Bachoun pay na sirf sakhti chal sakti hy na narmi.. Darmeana rawaea rakh k chalna hota hy en k sath Bachon ki hidaeth k leay most effective Oun k leay dua kerna hy. Bahtr hy k oun k pas baith k hath pakrr k, So rahay hun tu pas ja k dua ker le. Ager wo dua k leay bhe agree na hun tu, Or sath sath counceling kertay rehna hota hy Dil sayRead More →

“Hkr ko zaat kay aik point ko pehle har zaviye syy khoul kay samjhaien.” Hkr ko zaat pay kam keraty hoay oun ko kisi 1 point k gird nahe ghouaman hota Kisi point pay foucus zarour keraea ja raha hota hy Os k liye bhe ander jab Samee or Baser k ihsas outrain gy, Allah ki pasand na pasand ka ihsas, Os ko razi kernay ka ihsas. Tu kaam bouht acha hoga. Aisa nahe k aj ghusa nai kerna…. Os ko phr ghusa ka 1,1 angle khoul k smjhain, Keun aataa, Base kia hota hy, Kaissy kemm kia ja sakta hy, Kis wajh say kem kerna hy, Aasay tu kaissy control kerna hy, HoRead More →

 *ZAAT PER KAAM* “*Topic-Fahash Goe*”   Sawal 1 . Ap k kheyal mein… Fahash goe sy kia murad hy…? Or fahash goe karnay walay ko sab kis nazar sy daikhtay hein…?? Dil sy Dua  ? Sawal 2. Aap k khiyal mein… Fahash Goe ke wajoohat kai kia ho sakti hein…??? Dil sy Dua ? Sawal 3. Fahas Goe k nuqsanat kia kia hein…? Dil sy Dua ? Sawal 4. Fahash goe sy bachnay k leay tips dein…?? Dil sy Dua ?    Read More →

*ZAAT PER KAAM*  “*Topic-Hasad*” Sawal 1. Hassad kisay kehtay hein…?? Hasad k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen. Dil sy Dua ? Sawal 2. Hassad ke pechaan kia ho sakti hy ya… Ham apnay dil mein kisi k leay hasad ke maojoodgi ko kaisay check kar saktay hein…? Dil sy Dua ? Sawal 3. Doosron k leay dil mein Hasad paida honay ke kia kia wajoohat ho sakti hein…? Dil sy Dua ? Sawal 4. Hasad ka nuqsan kia kia ho saktay hein….? Dil sy Dua ? Sawal 5. Hasad sy apnay dil ko bachaya kaisay ja sakta hy…? Tips dain…Read More →

Assalam o Alaikum… Pyaaray Sohnay Haq raheyoo… Aaj sy inshAllah hum “Dua improvement Session” shuru karnay jaa rahay hain.. jiss mein Apni Duaa aur dil kay rabtay ko mazboot krnay kay hawalay sy ehsas bedaar krein gay. Duaa kyun k humari zindagi kaa ik behad eham hissa hai aur khaas kr haq raaah per aagay se aagay barhnay aur Allah ki ashnai o qurbat haasil karny k liay ek Main Source Of Power hai… Is liay apni Dua ko koshish se behtari ki taraf le jaanay ki zarurat bhi hai takeh Allah k sath dua k zariay apnay bond ko aur mazboot krein Note :Read More →

Dua Kya Hai..? Dua Allah se humaray dil k barah e raast rabtay ka naam hai.. Dua Batil k khilaaf larri janay wali aur taa dam e aakhir jaari rehnay wali jang mein sab se mazboot aur tez hathiyaar hai… aur ye humara behtareen hathyaar tab banta hai jab humein Allah k pyaar ka aur dua k qabool honay ka yaqeen ho.. Dua dil ki behtareen Halat k sath apnay Rab k hazoor paish ho k aah o bakaa karnay ka naam hai… Ik saayil ki faryaad hai… Ik mangtay ki pukaar hai… شاه جی❤ ? حق بات (محمدی حسینی سلسلہ)Read More →

*Dua ki Ehmiyat* 1. Dua, dil mein Allah ki yaad zinda rakhti hai.. Dua yanii dil kaa Allah k saath rabta ; dil ki Apnay Rab k saath guftagoo…. Hum jitna Dua mein dil ko paish krty hain utna he Dil ehsas sy bharaa rehta hai … Kyun k duaa mein humein ehsas rehtaa haii k Allah dekh raha haii Wo mujhe sun raha hai to aisayy dua se humaara dil duaa k baad bhii Allah k Samee o Baseer honaay k ehsaas meiin bandhaa rehtaa hai aur Allah ki yaad dil mein bassti jati hai , jo k humaare soch o amal ki tabdeeliRead More →

Sawaal 1.. Duaa shuru krnaay se pehlaay dil ki haalat ko kis ehsas k sath behtar banaya ja saktaa haiii …? Key 1 :  Dua k liye dil ki Halat ka behtar hona ………. Duaa kay liyee.. Duaa sy pehlay Dil ki halatt ko Behtarrr banana aur Iss ehsasss mein Dil ko rakhnaa kay Mein nee paish honaaa hai duaa mein… yee behad eham hai kyun kay Jitni khas jagaa hazirr honaa hota hai utnaa hee dil syy Shoq syy hum Wahan Janay ki tyaarii bhi krtyy hain… yehin syy apko andazaa ho jayee ga Kay DUA kay liyee Anderr Dil kaa kaisaa jazbaa aurRead More →