Waqeya # 4 : HAZRAT UMAR FAROOQ RA

Waqeya

Pyaray Sahaba? Ka, Dil Mein Hr pall fiqrr bedaar rakhnay ka …

“Ak baar Hazrat Umer R.A ? raah mein akk tinka uthaa liaa aur kaha *””kash ! Mein b khas o khashak hota kash mein paida hi naa hota kash merii maan mujy naee jantii*”” Hazrat Umar(RA) k dill har lamha khouf e khuda syy mehmoor rehta thaa. AP (RA) farmaty:
“Agarr asman syy nydaa ayee k akk admii k siwa tamam duniaa k log janatti hain tub b mawakhiza k khouf zaill naa hogaa kk shaidd woo badqismat mein hii hun*”
?( kin zul amal)


 

Hadees

Beshak Hazrat Umer R.a Apnay AQAA S.a.w.w? ki Rehnumai ko Dil mein iss fiqr Aur khof e khuda ki sorat abaad kiye hue thay.

jaisyy kay…
Hazrat Abu Huraira sy rawait hai kk Hazoor SAWW ?ny farmaya::
” Allah ny farmaya mein apny bandy pr doo khouf aur doo Aman akhty naee kroun gaa agar us ny dunia mein muj sy khouf rakhaa to mein isy qaimat k din Aman doun ga aur agar dunia mein muj sy bykhouf rahaa too qaimat k din usyy khouf syy dochar kroun ga.”
?(Bahiqi)


 Ehsas

Pyaray saatheyo:

Allah Kay wo Pyaray jin per Itnay inaam hue yahan tk kay jinki bakshish kay bhi pegham hue..Unho ny bhi pal pal Dil ko khof e khuda sy Mamoor rakha… Aur Fiqrr jagaye rakhii, Amall kii  Bakhshish kay liye Dunia mein koshishon ko barhanay ki . Hum Is ehsas ko miss kr detay hain aur Itnay he lamhat ghaflat aur be parwahi mein guzar dety hain ? Humein bhi Ab alert rehna hai aur fiqr ko bedar rakhna hai.Buray Amal per khof e khuda ho kyun kay Acha Amal Aur nafs sy Azadi Isii “fiqrr” sy mumkin hai aur Akhrat Ka sanwarna bhi isii Amal per munhasir hai.

 

 


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *