Waqeya # 5 : HAZRAT UMAR FAROOQ RA

Waqeya

Mitthay Sahaba ?ka Apnay kaam khud krttay Qurbat mein barhnay ka ☺
Ak dafa Hazrat Umar (RA)? ak buria k ghar saman e khurd o noshn chourny k lie jany lgy to ghulam ny kaha k ay ameer ul momineen mein saman uthaye deta hun?. Hazrat Umar(RA) ny farmaya “”kia qaimat k din tum mera bhouj uthaa sakoo gy”” ghulam khamosh ho giaa aur AP(RA) wo saman ly kr aurat k ghar gye.
?(bahawala kin zul aimal)


Hadees

Yee Amall Bhii Hazrat Umer R.a ? kaa Apnay MALIK ki aur apnay AQA S.A.WW ? ki pasand kay tabeh aur Qareeeb honayy kay liyee hee thaa..

Aik dafa AAP SAWW? ne farmiyaa:
“Tum main se koi shakhs bhi dosre logon se madad talab na kare agarche miswak tornaa hi ho”

?(Ba hawala e Bikhre Motii)


Ehsas

Pyaray Saatheyo

Wo ?Amer ul momineen hotay hue bhi Apnay kam khud kiyaa krty.. jb kay Hum to aksar Apnay kaam dosron per daal detay ? hain aur Khud per susti kay batil ko asani sy ghalib anay detay hain .
… Allah Ki qurbat ki raah Mein Yahan aram aur chahaton ny humein nafs ka ghulam bnaya hota hai aur hum ALLAH ki madad sy Qadam barhanay ki bajaye besakhiyan talash krny lagty hain …
yahan humein bhi Is batil ko maat deni hogii,, aur hr hr chotay baray kam mein Madad e Khuda sy qadam barha kr Allah Ki qurbat aur pasandeedgi Ki nazar krni hogi.

 

 

 


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *