Zaban

“Zaban”

Zaban Hamare grift mein maoujud hamara aik hathiyar hy…
Or
Ab ye ham par depend karta hy k ham is say faida hasil kartay hein ya nuqsan…

Aaj apnay din bhar ke routine mein jaiza lay k point share karnay hein k apnay sy wabasta logon k sath zaban par control or zaban k istamal sy aap ny Allah ke aashnaai or qurbat ke raah par faida haasil keya ya nuqsan.

1 point zaban par control ka daina hy k kaisay or kis situation mein aap ny zaban par control kar k osay apne grift mein rakha or is say moaamlay par kia asar parra or nateeja kia nikla.

1 point zaban k istamal ka daina hy k kisi situation mein aap ke zaban k achay ya buray istamal sy kaisay moaamla badla or os ka nateeja kia nikla.

Apna point of view bhe daina hy.

Sanwarty Raho.


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/bano/public_html/working/wp-includes/class-wp-comment-query.php on line 399

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *