Topic # 3 : YAQEEN MEIN MAZBOUTI (Day : 3 )
YAQEEN MEIN MAZBOUTI Haq ky rahi ky dil ka yaqeen us ko her lamha larny main madad dyta hy. Jitna behtreen yaqeen andar hu ga utna hi uljhnoun main phansny ka moka kam hota hy. Hamary dil ka yaqeen kisi b mamly mainhamary wadam dagmagany nahi dyta. Bin dakhy per dil ka yaqeen hi asal main hum sy atta’at kerwata hy. Kiou ky dil k ehsas mazboot or pukhta hoty hyn. Jb ky damag ka dale’eloon sy pakra hua yaqeen danwaan dool ho sakta hy. Dil ka yaqeen hamari power bn jata hy. Or ye yaqeen ki pukhtagi Haq ki raah my safar ko taiziRead More →