Sawal 4 … Toba ki dua k liye Allah par, Allah ki sifaat par yaqeen hona kitna eham hai ?   Key 8 : Toba ki dua mein Allah ki Sifaat, Qudrat, Rehmat pe yakeen mazboot rekhna zaruri hai ………. Toba Ki duaaa mein Ehsasss jitnaaa Apnayy Gunaah kaaa ghaltii kaaa gehraa hogaa utnaaa hee bakhshish kay Qareeeeb hotaaa jaye gaa dil yahan ekk eham ehasasss yee hai kay Tobaaaa JISSS syyy kii jaa raii hai USKI siffaaat USKI Rehmat USKAY Karam Aurr Qudrattt perr yakeeen utnaa hee mazboot rakhna haii … kayy WO bakhshnayy walii zaatt haii… USKI Rehmatt Kii koii huddd naii hai..Read More →

Sawal 1… Shukar ki dua aur ehsas kitna eham hai ?   Key 9 : Shukar ki halat aur ehsaas ki Ehmiyat ………. Shukar Ki halat aur Ehsass Behud eham hai … yee ehsas aur halat Koshish k bedaar krnay syy Barhti hai… Jitnaa Shukarr mein jatay hain utnay hee karam kay darwazayy aur khultayy jatay hain yaaani shukar Heee Woo Halat hai Aurr Ehsass hai kay jiss ki binaa perr Humein “aurrr ” nawazaaa jata hai aurr attayen ki jaati hain .. Allah Ny khudd yee wazeh krdiaa kayy tum Meraa shukar kroo, mein tmhein aurrr dun gaa iss liyeee Agar humein aur syRead More →

Sawal 2 … Sabab k shukar k saath musabab ul asbab k shukar ki kia ehmiyat hai ?   Key 10 : ‘Sabab’ aur ‘Musabab ul Asbab’ k shukar ka ehsaas ………. Shukar ka ehsaas Humain Aksarr Insano kay hawalay sy bhi aata hai jab kayy flaan dost syy itnaa Favour kiaaa, flaan nyy itnii help ki yaaa kisi kay koii tohfaa denayy perr yaa humaaraa kaam krnay prr …. humarayy anderrr “shukar guzaari” kaa ehsas bht ataa hai naaa.. aur hum uss shakhs kay liyee dil mein aurrr pyaarrr barhaa lety hain, aur Alert ho jatay hain kay is ny itnaaa jo kiaa haiRead More →

Sawal 3 … Duaa k doraan kesay ye andaza hota hai k shukar ka ehsaas ban raha hai ?   Key 11 : Shukar ki Dua mein ajzi o jhukao ka ehsaas nishandahi kerta hai k andar dil sy shukar aya hai.. ………. Shukar ki duaa kay liyee jb Hum paish hotay hain tooo Allah ki attaa krdaa naimaton Koo mehsooss krtyy Dill Koo aurr syyy aurr jhukaaanaa Hotaa hai Kayy hum Too Itnay gunahgaar khataakar hain aur phirr bhi Allah Ki attayen aur karam Allah Ki rehmatt Hrr dum sayaa kiyeee haiii.. WO Alaa o alaa Zaaat aur mein Adnaa aaam.. Lekin phirr bhiRead More →

Sawal 4 … Kia shukar aanay wali naimat, milnay waali, yaa recently mili naimat per, ya atta per hii hotaa hai ?   Key 12 : Sirf ‘recently’ mili huii atta pe shukar ki bajaye her lamha shukar k points talash kerna ………. Shukar kay hawalay sy ek aur eham Ehsas hai kay hum Shukar Aksar hee ” recently ” yaaani mojooda haal mein Milii huii Attaa kaaa krty hain, yee bhi samjh bethtay hain kay Ab jb kuch aur Millayy gaa to hee Hum Shukar krein gayy yaa shukar kaa ehsass bany gaa jb kay Allah ki attaeyn hum Perr To hamesha sy hainRead More →

Key 13 : Atta ki gyi naimat ka haq andaaz sy istamaal hi shukar k izhaar ka behatareen andaaz hai.. ………. Shukar kaa izhaar kernayy ka behtareen andaaz yee hai kay humein Joo naimat attaa hui hai uss kay shukarr mein Uskaaa istemaal bhi phirr waisa hee krnaaa Hotaa hai kay jo andaz ” Allah kaa pasandeeda ” ho… jaisyy kay uss attaa ko istemal krnay kaa haq ho … Hum jitnaaa haq andazz syy atta kaaa Istemaal krtyy hain utnaa hee shukaarr kaaa izhaaarr hotaaa hai… aurrr woo Attaaaa Barhaa di jaaati hai..   Key 14 : Test ya azmaish mein b shukar kaRead More →

Sawal 1… Kiya hum duaa mein Allah syy sirf koi makhsoos dua ,sheh he talab kr sakty hain ? Key 16 : Hajat ki dua k liye Allah ki Qudrat aur Taqat pe yakeen ka ehsas zaruri hai ………. Allah Sohnaa Humaraaa Malikk, joo Do jahaan kaa Malik haii, Qaaadir hai , saaarii saltanat, kainaat USKI hai , WO taqatain tamaam rakhtaa hai.. Too Humein Apnay Malik sy duaa krtayy,, hajit rakhtay Yaa mangtay yeee ehsasss Zaroorr bedarr rakhnaa hogaa kayy Allah syy hum Sbbbb kuch Mang skty hain kuchh bhii US Kay liyee to na mumkin nai hai naa.. Chotii syy chotii chizzz… yahan tkRead More →

Sawal 2… Jub hajat ki dua krty hain to doran e dua kia ehsas ander chlta hai ?   Key 17 : Hajit paish kernay k liye andar bebassi ka ehsas laazim hai… ………. Hajit paish krnay kay liyee aur mangnay kay liyeee Andrrr ” Bebasiii” kaa ehsass laaazim hai …. kayy mein kujj naii meriii siffaaat kuj naiii Meriii taqatain kujj naii Merii qabiliyat koii naa mein too bebasss hun Lachaaar hun bsss TERA mohtaaj hun TERI ataon per TERAY hukam sy he sansain rawaan hain Merii to koii hesiat naii … Bsss TU hee TU haii.. sunnayy walaa Thamnay walaa atta krnay walaaaRead More →

Sawal 3… Hajat ki dua kay doran wo kon sa ehsas ho sakta hai, jo hmary dil mein dua ki qaboliyat ki umeed barha dy ? Key 18 : Hajit ki dua k doraan Allah pe yakeen bananay ki behtareen koshish zaruri hai ………. hajit ki duaaa kay doraan dil mein “Yakeen” bannanay ki behtareen koshish krnaa zaroorii hotaa hai, kyun kayy jiss sy mangaa jaa rahaa hotaaa haii USKI denayy waliii Siffaatt Qudrat rakhnay wali sifaat hrr sheh per qaadirr hona aur kuchh bhi Uski pohanch sy doorr naa hona….yee ander jazb hai too Heee Talab krtyy…mangtay …hamarayy anderr Yakeeen bannayy gaa kay zarooorrrRead More →

Sawal 4… Jub hmari dua, hajat ya talab mojooda waqt pyy porii naa ho , to is hawaly sy dill mein kia ehsas banta hai ?   Key 19 : Sochay huay makhsus waqt tak Hajit poori na honay per ehsasaat ko sahi direction dena zaruri hota hai ………. Jab humarii koii hajiitt mojoodaa waqt mein yaa humaray sochay hueee makhsoss waqt tk puri nai hotii tooo wahan humein Apnay ehsasaat koo sahii direction deni hoti hai Kayyy WO Allah jooo Zameen o Asman kayy hr hrr mamalay ki khabar rakhtaa hai… USKAY pass humariii duaaa aur haajit bhi pohanch gaiii hai naaa.. USNY wo apnayRead More →