“Piary Aaqa S.A.WW Ke Hayat E Tayyba” “Piary Aaqa S.A.WW ke Panjtan Pak sy Muhabat” + ” Piary Aaqa S.A.WW Ke Ummat Sy Muhabat”  + “Piary Aaqa S.A.WW ke Apny Habib S.AWW sy Muhabat” *~Piary Aaqa S.A.WW ke Panjtan Pak  or Panjtan Pak ke Piary Aaqa S.A.WW sy muhabat~* Piary Aaqa S.A.WW ko apni oulaad mein Hazrat Fatima r.a sy sub sy ziada muhabat thee. Aap S.A.WW safar par tashref ly jaty tou apni piari briti sy mil kar jaty or wapis aaty tou bhe sub sy pehly piari beiti sy milty or phir azwaaj e mutahiraat k pass jaty. Hazrat Fatima r.a jabRead More →

At The End Of HD 2 ☆Is training mein mukhtalif tara k steps darja badarja karaey gaey… jis mein kafi kuch aisa tha jos sy hamaray insas soch or amal mein badlaao aa sakta tha… Aap ko is sari hd2 ke training sy kia faida mila ya kia badlaao feel keya apnay ihsas soch ya anal mein…??? Jazba Salamat??❤Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic – Ihsaan*” Sawal 1. Ihsaan kisay kehtay hein…?? Ihsaan k baray mein Koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karen…?? Dil sy Dua.   Sawal 2. Kia zindagi k moaamlaat mein aap ny kisi k sath ihsan ka moaamla rawa rakha..?? Practical share karein… Dil sy Dua.   Sawal 3. Aisai kia soch ya ihsas apnay andar baidar karein k… Jin ke waja sy ham bhe dosron k sath ihsaan sy paish aa sakein…?? Tips bataein Dil sy Dua.  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Moaafi*” Sawal 1. Moaafi ka mafhoom bataein… Moaaf krnay k baray mein koe Qurani Ayat Ya Hadees Mubarika share karein…? Dil sy Dua   Sawal 2. Ye jantay hoay bhe k Allah moaaf karnay ko pasand krta hy… Phir kin wajoohat ke bina par ham doosron ko maof nai kr patay…? Dil sy Dua     Sawal 3. Mafi kar daina hamaray leay Allah k rastay par kaisay faida mand sabit ho sakta hy…?? Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Bad Diyanti*” Sawal 1. Ap k kheyal mein … Bad dianti kissay kehtay hein…? Quran o Hadees sy wazeh karein…?? Dil sy Dua   Sawal 2. Ham kis kis moaqy or moamly mein bad diyanti ka irtakab kartay hein…? Dil sy Dua   Sawal 3. Ham bad diyanti ka irtakab kion kartay hein…? Wajoohat bataaein. Dil sy Dua   Sawal 4. Bad diyanti k nuqsanaat kia kia hein…? Dil sy Dua   Sawal 5. Ham kis tara bad diyanti sy bachtay hoay apnay maomlat, mamoolat or faraiz ke adaaigi ko diyanat dari sy nibha saktay hein…? Tips dain. Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Karam” “*Topic-Zulm*” Sawal 1. Aap k kheyal mein… Zulm kia hota hy isay wazeeh karein..?? Dil sy Dua   Sawal 2.  Aaj apna jaaiza kain or share karen k… Ham kis kis tara sy apne he jaan par zulm kartay hein…?? Dil sy Dua   Sawal 3. Apnay ird gird maojood logon ka jaiza lein k… Ham dosron k sath kis kis tara sy daanista ya nadanista zulm rawa rakhtay hein…?? Dil sy Dua   Sawal 4. Hamaray aisay zalimana rawaiye ke kia kia wajoohat ho sakti hein…?? Dil sy Dua   Sawal 5. Ham zulm karnay sy khud ko kaisay bacha saktayRead More →

“Zaat Par Kaam “ “*Topic-Amanat*” Sawal 1. Amanat sy kia muraad hy…? Sawal 2. Amanat dari sy kia murad hy…? Sawal 3. Amanat k baray mein koe Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika Share karen…!! Dil sy Dua   Sawal 4. Hamari zindgi hamaray pass amanat hy. Lekin kia ham isay Allah ke tarf sy de gae amanat samjhatay bhe hein ya issay apni malkiat jantay hein…? Ghor karen or is hawalay sy apnay ihsas share karen…? Dil sy Dua Sawal 5. Waldain k pass oulaad bhe Allah ke amanat hy… Is amanat ke hifazat or iske zimadari ko waldain kaisay behtareen tara sy addaRead More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Moaafi or Taoba*” Sawal 1. Moaafi or Taoba mein kia farq hy… farq waazeh karein…?? Sawal 2. Moaafi or Taoba k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…!! Dil sy Dua Sawal 3. Moaafi… Or Taoba k leay Allah k samnay paish hotay hoay kia ihsas hona zarori hy…?? Dil sy Dua   Sawal 4. Aap k khiyal mein… Maafi mil janay ya Taoba ke qabooliyat ka andaza hamein kaisay ho sakta hy…?? Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Ehad Ya Wada*” Sawal 1. Ehad ya wada kia hota hy… mafhoom wazeh karein..?? Sawal 2. Ehad ya waday k baray mein Qurani Ayat ya Hadees e Mubarika share karein…?? Dil sy Dua   Sawal 3. Aap ke nazar mein… Kisi sy keya Ehad ya Wada nibhanay ko ham kitni ehmiyat daitay hein…?? Dil sy Dua   Sawal 4. Kisi sy keay hoay ehad ya waday behtareen saranjaam dainay k leay… Hamaray andar kia kia ihsas baidar honay chahiyein…?? Tips dain… Dil sy Dua  Read More →

“Zaat Par Kaam” “*Topic-Muhasba e Nafs*” Sawal 1. Muhasab e nafs sy kia muraad hy…wazeeh karein…??? Dil sy Dua   Sawal 2. Muhasba e nafs kion zarori hy or hamein Allah k rastay par aagay barrhanay mein kaisay faida deita hy…??? Dil sy Dua   Sawal 3. Agar ham apnay nafs ka muhasaba nai krtay or isko lagam nai daltay tou is sy kia kia nuqsan uthatay hein…?? Share karen…!! Dil sy Dua   Sawal 4. Aaj apna jaiza lein… Kia ham har lamha khud par gheri nazar rakhtay or nafs ka muhasba kartay hein…?? Dil sy DuaRead More →