“~*Shaaor E Ramzan*~” “JIN BATON SY ROZA NAI TOUT’TA” 1. Roza daar bhoul kar kuch kha pee ly tou ous ka roza nai tout’ta khaw aik luqma khaye ya pait bhar k kha ly. 2. Rozy mein thook nigalny sy chahy wo balghami ho roza nai tout’ta. 3. chouty bachy ko apny munh sy chaba kr khilany sy roza nai tout’ta, magar ashad zaroorat k bina aisa krna makrooh hy. 3. salan waghaira zaban sy chakh kr thook dainy sy roza nai tout’ta lakin agar shohar bad mizaj na ho tou aisa krna makrooh hy. 4. Surma lagany sy roza nai tout’ta. Is tarah khushbooRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “JIN WAJOOHAT MEIN ROZA NA RAKHNA JAAIZ HY” 1. Aisi bimari k jis mein roza nuqsan krta ho or dar ho k agar roza rakha toy bimari barrh jaye gi ya jaan jati rahy gi tou roza na rakhy or jab theek ho tou ous ki qaza kry. lakin mehz apny khiyal sy roza chorna darust nai jab tk koe musalman doctor ya hakeem na kahy. 2. Bimari khatam ho gi lakin kamzori baqi hy or yeh guman k roza rakhny sy bimari phir loot aaye gi tou rozy ka na rakhna jaaiz hy magar baad mein is ki qaza daini hoRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “JIN HALTON MEIN ROZA TORNA JAAIZ HY” Achanak koe aisi bimari aaei k roza na torry tou barrh jaye gi ya mout bhe waqa ho sakti hy tou rozy ka torr daina jaiz hy. pait mein shadeed dard outha ho ya saanp ny kaat liya tou ous k leay dwa peena jaaiz hy. Agar piyas sy halakat ka khouf ho tou bhe roza torrna jaiz hy. Haamla ourat ko aisi baat paish aa jaye k jis sy apni ya bachy ki jan jany ka dar ho tou roza torrna jaiz hy. Ihsas Atta hoRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “ROZAY KA KUFFARA” Ramzan ul mubarik k farz roza torrny ka kuffara youn hy… 1. koe ghulaam azaad kray mard ho ya ourat, kafir ho ya musalman 2. saath (60) rozy rakhy. Kuffary k rozy lagataar rakhny zaroori hein. Thory thory waqfy sy rakhny sy kuffara darust nai hota. agar kisi wajah sy darmiyan mein aik roza nai rakha tou tou phir sy dobara dou maheeny k rozy rakhny parrain gy. Kisi takleef ya bimari ki wajah sy ya safar ki wajah sy kuffary k rozon mein nagha ho jaye tab bhe tandrust hony k baad dobara sy rakhny hon gy. AgarRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “ROZY KA TOUT JANA OR QAZA OR KUFFARY KA WAJIB HONA” Jab aaqil or baligh shakhs ramzan sharif ka roza rakhy or jism k qudrati raaston sy koe cheeze jism mein dakhil kry agarchy wo ghiza ho, dawa ho ya kuch or ho chahy wo till k brabar he kion na ho roza tout jaye ga lakin agar kaan naak k zariye koe cheeze andar jaye tou roza nai touty ga. Ramzan k maheeny mein roza torrny ka kuffara lazim hota hy. Ramzan k ilawa baqi dinno mein roza torrny ka kuffara na ho ga khaw wo roza man’nat ka ho, nafalRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “TARAWEEH” Ramzan k maheeny mein isha ki namaz k farz or sunnaton k baad bees(20) rak’at ka parhna taraweeh kehlata hy. Yeh namaz sunnat e moak’kida hy. Namaz taraweeh ki bari fazeelat hy. Riwayat mein aata hy k Aap S.A.WW ny frmaya k, “Beshak Allah ny tum par ramzan ka roza farz kiya hy or main ny tumhary leay is mein taraweeh masnoon ki hy” Pas jo shakhs imaan k eitbar sy or swab ki niyyat sy ramzan ka roza rakhy or raat ko qiyam kry tou wo kuffara ho ga ous k leay jo guzra yani jo gunah ous sy huyRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “Masaail E Taraweeh” 1. Namaz e taraweeh ki bees rak’aat sunnat e mo’akida hein or taraveeh mein aik martaba poura quran parhna ya soun’na bhe sunnat e mo’akida hein. yeh dono alag alag sunnatein hein. jo log chand raton mein poura quran soun kr baqi din taraweeh nai parhty k hamara quran mukamal ho gya tou wo aik sunnat pouri krty hein dousri oun k zimay baqi rehti hy. is tarah jo log mukhtasir sorton k sath taraweeh ada krty hein wo bhe aik sunnat tou ada krty hein lakin poura quran e pak parhny ya soun’ny ki sunnat oun k zimyRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “Aitkaaf” Lafz aitkaaf “Akaf” sy nikla hy jis k maani hein rokna or mana krna. Mutakif jab rozz daar bhe ho or apny aap ko tamam duniyavi hajaat or jismani khawaishaat sy rokta hy or ibadata e Ilaahi mein lag jata hy tou ous fael ka naam aitkaaf hy. Ramzan ki bees tarkeeh ko din k chhupny sy zara pehly sy ly kar eid ka chand nazar aany tak chahy 29 ko nazar aaye ya 30 ko, mardon k leay masjid mein or aourton k leay ghar mein Allah k leay jamm ka baithny ko aitkaaf kehty hein. Ibn e Abbas r.aRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “Motakif k Leay Ehkamaat” Motakif k leay zaroori hy k wo muqarar ki hue jagah sy bila zaroorat bahir na nikly. Jin wajoohat k leay nikal sakta hy wo yeh hein. 1. Ghussal wajib k leay… wajib ghussal k ilawa khaw wo jummy ka ghussal ho ya thandak lainy k leay masjid sy nikalna jaaiz nai hy. 2. Wazoo k leay… motakif k leay har waqt ba wazu rehna masnoon hy. 3. Rafa e hajat k leay. 4. jis masjid mein aitkaaf baitha hy agar ous mein juma nai hota tou jumy k leay dousri masjid mein ja sakta hy. 5. DousriRead More →

“~*Shaaor E Ramzan*~” “Motakif k haq mein likhi jany wali naikiyn” Hazrat Abdullah Bin Abbas r.a sy riwayat hy k Piary Aaqa S.A.WW ny aitkaaf krny waly k bary mein frmaya k, “Aitkaaf krny wala choun k aitkaaf ka zamany mein gunahon sy ruka hota hy is leay ous k haq mein wo tamam naikiyan linhi jati hein jo tamam naikion par amal paira ho” aitkaf krny wala aitkaf ki wajah sy ruka hua tou gunahon sy hota hy lakin Allah k fazal o ehsan ka moamla ous k sath aisa hy k ous k haq mein wo tamam nakiyan likhi jati hein jo isRead More →