*Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum *Zulam* kisi bhe moaamlay mein jaab hum apnay haq sy ziadaa laitay hain tou yeh zulam hota hy. Zulam karna Allah ki narazge ka raasta hy. Zulam karnay walay ko na tou Allah pasand karta haai or ne he Piyray AAQA S.A.WW pasand kartay hein. Allah hamay zalim honay sy bacha lay.ameen Dil sy dua 1 *Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum *”Zulam*” Hazrat Abdullah bin salaam r.a ka biyan hy k Jab Allah ny makhlok ko paida kea aur Apnay paon par kharre hui tou is nay sar outha k Allah ki taraf daikha aur araz keya AeyRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Tawakul* Tawakul ka mafhoom ye hy k… Apnay kaam ko Allah k hawalay kar do or dil ko mutmain rakho. Tawakul k mani ye nahi k Allah k paida keay hoay asbaab ko chorr dain… Balkay muraad ye hy k asbaab e ikhtiyariya ko ikhtiyar karein magar bharosa asbaab par karnay ke bajaey… Allah par karein k Jab tak Allah na chahay tou koe kaam nahi ho sakta. Allah hamein tawakul ke samajh atta kar dy.ameen Dil sy dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Tawakul* Tawakuk k baray mein Allah kehta hy k… “Allah par bharosa karo,Read More →

*Ihsas ke kiran* Asalam-o-alikoum *TAREEF* Agar koe hamari tareef kry tou os k nuqsanaat sy bachny k leay yeh sochna chahiye k, agar yeh shakhs mery oun amal or sochon sy waqif ho jaye jin pr Allah ny parda daal rakha hy tou yeh kabhe meri tareef na krta… Is sy hamary dil mein sharmindgi aaye gi or Allah sy mohabat ka ehsas barhy ga k jo hamary aibon ko chhupa kr logon ki nazar mein hamein qabil-e-tareef bana daita hy. Hazrat Ali r.a ki logon ny tareef ki tou Aap r.a ny arz keya, “Aey Allah…!! Yeh log jo kehty hein os k sababRead More →

“Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Takabur* Agar ham khud par zara ghaor karein k… Hamare is duniya mein paidaaish ka aaghaaz aik ganda qatra… Or hamare aakhir… Mattii mein milli hoe chand boseeda hadiyan… Or is darmiyani arsay mejn jisam sy jahan jahan sy jo jo khaarij hota hy… wo sara kitna ganda or ghatiya hota hy tou ham kabhe takabur na karein. Magar afsoos k ham sochtay he nai. Ab sochiye ga…!! Dil sy dua 1 “Ihsas ke kiran” Asalam 0 alikoum *Takabur* Maal O Daolat ka takabur… Duniya k maal o dolat ke waja sy dosron par apne barraai ka ihsas honaRead More →

*Ihsas ke kiran* Asalam 0 alikoum “Amaanat” Amaanat… aman o amaan sy hy… is leay amaanat ka haq wohi adda kar sakta hy jo emaan wala ho. Hazrat Huzaifa r.a sy riwayat hy k… Piaray Aaqa S.A.WW ny farmaya k “Amaanat jald he outha le jaey ge or log is tara baiat kar k (emaan) laa rahay hon gy k in mein koe bhe amaanat adda karnay wala na ho ga. Bulky ye kaha jaey ga k… falaan bani mein aik shakhs ameen hy” Allah hamein emaan wala bana dy.ameen Dil sy dua 1 *Ihsas ke kiran0* Asalam 0 alikoum “Amaanat” “Musaman dosray musalman kRead More →

“Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Tang Dilli* Allah or Os ke muhabat k ihsas ke kami tang dilli ka sabab banti hy… Dil mein Allah ka ihsas e aashnaai jitna kam hoga… Outni he dil ke tangi mein tangi ho ge. Thonk about it…!! Allah hamaray dillon ko apnay ihsas ata kar k tangg dilli sy bacahye.ameen Dil sy Dua 1 “Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Tang Dilli* Hamari Tangg dilli hamein apnay ird gird k logon k sath… apnay roz marra routine k chotay barray moamlat ko khullay dill sy chalanay or nibhanay sy rokti hy… Or youn dil mein tangi keRead More →

“Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Munafqat* Hazrat Abdullah bin Umru r.a sy riwayat hy k 4 batein jis mein hon ge wo khalis munafiq hy… Or jis mein in charon mein sy aik baat hoge tou (bhe) os mein aik baat nafaaq ke (zaroor) hy ta waqt e k os ko chor na dey. (Wo 4 batein ye hein) 1. Jab aameen banaya jaye tou khayanat karay. 2. Jab bat karay tou jhoot bolay. 3. Jab wada karay tou wada khilafi karay. 4. Jab larray tou behooda goe karay. (Sahi Bukhari o Muslim) Check our self…!! Allah hamein munafiqon mein shamil honay sy bachaye.ameenRead More →

“Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Zid* Hamari kisi bhe tara ke Zidd dar asal tou hamari ana ka izhar hy… Apni kisi chahat k ko pathar par lakeer samjhna… ya kisi bhe moamlay mein apnay maouqaff par arr jana ham apni shan samjhtay hein… Hamein na tou os waqt Allah k bandon ko hamari os zidd ke wajah sy paohanchnay wali takleef ya nuqsan ka ihsas hota hy or na he hamaray leay ye zarori hota hy k is zidd ke wajah sy Allah or hamaray talouq par kia farq parray ga… Think about it….! Dil sy Dua 1 “Ihsas ke Kiran” Asalam oRead More →

“Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Nafrat* Nafrat hamary andar aik manfi jazbay ya ihsas ka naam hy. Nafrat ka aaghaaz na pasanseedgi sy hota hy or aahista aahista ye na pasandeedgi barrh kar nafrat mein badal jati hy. Ham Allah k ihsas sy ghafil ho kar jab Allah k bandon k sath moaamlaat k hawalay sy zatiyat mein phanstay hein tou nafratein barrhti hein or dushmani o adaawat janam laiti hy. Allah hamein nafrat jaisay jazay sy dil ko pak rakhnay ke taofeeq ata farmaye. Aameen Dil sy Dua 1 “Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Nafrat* Allah ny hamein hukam dea hy k…Read More →

“Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Shikwa* Jab ham Allah k kisi bhe faislay, Os ke marzi o mansha par dill sy razi nahi hotay or os par hamaray ihsas ya soch mein koe aitraz uthta ya hamaray kisi amal sy os par napasandeedgi ka izhar hota hy tou ossay Shikwa kehtay hein. Think about it…! Dil sy Dua 1 “Ihsas ke Kiran” Asalam o alikoum *Shikwa* Allah k banday wohi hein jo bina kisi shikwa k… kisi bhe tara k halaat o waqiat or maomlaat ko Allah ke marzi samjh kar… unhein billa choon chiaraan qabool kartay hein… Kion k jo aisay nahi kartaRead More →